|
Bolaa dukaan-daar, ke kyaa chahiye
tumhain
Jo bhii kaho ge merii dukaan per wo paoge
maine kahaa ke kutte ke khaane kaa cake hai
bolaa yahiin pe khaaoge yaa leke jaaoge
Angoothi Chanak Gaye, Nageena Nikal Gaya
Afsos Tera Baap, Kameena Nikal Gaya
teray pyaar nay muay kutta bana diya
yakeen nahi aata to sun .. bhow bhow bhow
aaj tu kali hai, kal gulab ho gaa
muh se shaadi kar le, bara sawaab ho ga
Gungat Mein Tujhe Dekha To Dewanna Hua,
Sangeet Ka Taraana Hua,
Shamaa Ka Parwana Hua,
Masti Kamastaana Hua,
Jaise Hi Gunghat Uthaya Is Duniya Se Ravana Hua
Teri LOVELY EYES Ne
Mujpe Ek EFFECT Kiya Hai
Ki Meene Sabko REJECT Karke
Tujko SELECT Kiya Hai
Ek Ladki Ko Dekha To Aisa Laga
Doosri Ladki Ko Dekha To Vaisa Laga
Jab Dono Ke Joote Lage...To Ek Jaisa Laga!!!
Bewafa Tum Ho To Wafadaar Hum Bhi Nahi,
Besharam Tum Ho To Sharamdaar Hum Bhi Nahi,
Pyaar Ke Is Mode Par Aake Kehte Ho Shadishuda Ho
To Kya Hua Darling...Kunware Hum Bhi Nahin!
Jo Ek Galti Karay Woh Anjan
Jo 2 Galti Karay Woh Nadan
Jo 3 Galti Karay Woh Shaitan
Jo Galtion Pay Galti Karay Woh Hindustan
Jo Har Galti Maaf Karay Woh Pakistan
Woh Ladki Kitni Pyaari Thi, Jis Ko
Aankh Maari Thi
Woh Sendal Kitni Bhaari Thi, Jo Us Ney Sar Per Maari Thi
akabhi kehte the dost hamare ke
"jaan bhi maango to hazir hai",
Aaj apni bivi ko jaan kehte hai ,
aur maango to inkaar karte hain
tere der pe sanam hazar baar ayengey,
tere der pe sanam hazar baar ayengey,
Ghanti bajayengey aur bhaag jayengey
Durakht ke paymane pe chilman E husn
ka furkat se sharmana...
Durakht ke paymane pe chilman E husn ka furkat se sharmana...
Ye line samajh me aaye to mujhe zaroor batana
Shayad mere pyar ko
taste karna bhool gaye...Dil sey aisa cut kiya
ke paste karna bhool gaye...
Laakhon honge nigaah mein
kabhi mujhe bhi pick karo...
Mere pyaar ke icon pe
kabhi to double-click karo...
Roz subha hum karte hain
pyar se unhe good morning...
Woh aise ghoor ke dekte hain
jaise 0 errors aur 5 warning...
Kal jab mile thhe
to dil mein hua ek sound.
aur aaj mile to kehte hain
your file not found!
Aisa bhi nahin hai ke
I don't like your face.
Par dil ke storage mein
no more disk space.
Jo muddat se hota aaya hai,
woh repeat kar doonga..
Tu naa mili to apni zindagi
ctrl+alt+delete kar doonga...
Dil se ek ishq ki application create
kar raha hoon.
Pyaar se debug karna
mein wait kar raha hoon.
Jabse meri zindagi mein,
aayi hai ik female.
Bhool gaya hai sab kuchh
kya mailbox, kya e-mail.
nazar mein to kia hain
aur shaayad lonely hain...
Problem yehi hai ki voh
ab read only hain
kon kehta hai pyaar may pakray jaeen
gay?
Waqt aanay per behen bhai ban jaeen gay
Teray husn ki kia taareef karoo?tera
bander jaisa mu
Teri zulfo ki kia tareef karoo?teray ek ek baal pe joon
Mohabbat mujhay un jawano se hai
Jo khatay peetay gharano se hai
Aj bagh may kali hai, kal gulaab ho ga
Mujh se shadi karlo,tum ko sawaab ho ga
Itnay dino se jalanay nahi aya
Jalti hui aag ko bujhanay nahi aya
Kehta tha saath jiyen gay saath marain gay
Ab rooth gai hoon to ullu ka patha mananay bhi nahi aya
Hathi nay kaha ja kar hathni ki kabar
per
Sadqay jaoo tumhari patli kamar per
Tum bhi becaharay,hum bhi becaharay
Fittay mu tumharay,fittay mu hamaray
Hum nay usay dekha angle badal badal
kar
Us nay hamay mara sandle badal badal kar
Dil kay armaa aanso'oo may bah gaye
Un kay bachay hamay mamu kah gaye
Hum nay tumhay dil diya dildar samajh
kar
Tum kha gaye is ko naswaar samajh kar
Dabbay may dabba dabbay may khargosh
Nana nay aankh mari nani behosh
Khuda karay sab haseenaao ke baap mar
jaeen
Afsoos ka bahana ho aur hum in kay ghar jaeen
Ishq kay samander main ghota lagaya
Pani both thanda tha main bahar nikal aya
Un ki gali say guzray,ajab ittefaq tha
Unho nay phool phanka,gamla bhi saath tha
koi pathar se na maare mere dewaane ko........
koi pathar se na maare mere dewaane ko........
neuclear ka Zamaana hai, bomb se udaa do saale ko.......!!!
tumko dekha....to yeh khayal aaya
paaglon ke stock mein naya maal aaya
Tumsa koi dusara zameen par hua
to rab se sikayat hogi....
Ek to jhella nahi jata
dusra aa gaya to kya halat hogi!!!
Jis waqt khuda ne tumhe banaya hoga,
ek saroor sa uske dil pe chaya hoga...
pehle socha hoga tujhe jannat mein rakh lun..
phir usse zoo ka khayal aaya hoga!!!
exams ke 4 din pehle syllabus dekha to
yaad aaya
KUCH TO HUA HAI KUCH HO GAYA HAI,
exams ke din paper dekh kar yaad aaya
SAB KUCH ALAG HAI SAB KUCH NAYA HAI.
Main uski yaad mein ban gaya baraf ka
gola
Main uski yaad mein ban gaya baraf ka gola
aur vo boli ki Thanda matlab Coca Cola
Chaand ko garoor hai ki uske pass noor
hai to kya hua
Mujhe bhi garoor hai ki mera dost Langoor hai
Dil mein umeedo ki shamma jala rakhi
hai,
humne apni alag duniya basa rakhi hai,
is umeed ke saath ki aayega SMS aapka,
humne mobile par nazrein jama rakhi hain...
|